Meri
pyaari si maa ne garama garam parantha tawe par seka,
Meri
ladli badi behen ne mera kamra saaf kiya aur bekaam ki chizo ko sameta,
Usne
sab kuch ek kagaz ke hi bane thele main rakha tab tak maa ne awaz lagayi- idhar
aao beti Lekha,
Didi
ne maa ka kaha kaam kiya aur phir chup chap kagaz ka thela utha kar ghar main
rakhe kude daan main pheka,
Aaye
din log apne gharo ko saaf rakhte hue ghar ka kuda sadako par aur khali jagaho
par phek dete hai magar koi nahi khichta hai apne kartavya ki rekha,
Har
koi kuda apne ghar ke kude daan main dale, kagaz ke thelo ka kare prayog aur
plastic ko rakhe dur toh bahut kuch badal sakta hai maine itna socha aur mera
mann nayi saral tariko ko sochne main jut gaya aur main dhire se bola
Eureka.............
